~*~Humaari Passand~*~
|
| Author |
Message |
Vir
~~Bollyent~~
      
Posts: 2,502
Group: Administrator
Joined: Oct 2005
Status:
Offline
Reputation: 16
|
~*~Humaari Passand~*~
Jo beet gaya who bhi waqt tha
Jo guzar raha hai who bhi waqt hai
Mere wajood ki na baat kar
Jo bhi hai sab waqt hai.
Kabhi to ki hogi suraj ne chand
se mohabbat
Tabhi to chand mein daag hai,
Mumkin hai ki chand ne ki
hogi bewafai
Tabhi to suraj mein aag hai
Do kadam to sab chal lete hai,
par zindagi bhar ka sath koi nahi nibhata,
Agar ro kar bhulai jaati yaadein,
to hans kar koi gum na chupata.
MERE JINE KE LIYE TERA ARMAAN HI KAFI HAI.
DIL KE KALAM SE LIKHI YEH DASTAAN HI KAFI HAI.
TIR-E-TALWAAR KI TUJHE KYA ZAROORAT E-NAZNEEN,
QATL KARNE KE LIYE TERI MUSKAAN HI KAFI HA
----------------------------------------------------------------------
फ़लक को ज़िद है जहाँ बिजलियाँ गिराने की
हमें भी ज़िद है वहीं आशियाँ बनाने की|
|
|
| 11-11-2005 05:11 AM |
|
 |
Rose
♦▫▫ Ro§eyֻMєћаҝ ▫▫♦
   
Posts: 10,231
Group: BE Associate
Joined: Apr 2005
Status:
Away
Reputation: 16
|
~*~Humaari Passand~*~
SMILE☺, even if it's a sad smile, because sadder than a sad smile is the sadness
of not knowing how to smile.
♥♥ ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ♥♥

♥♥ ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ♥♥
♥Dost mil jayen ge kayi laikin
Na mile ga koi mere jaisa..
Tum achanak mile the jab pehle
Pal nahin hai woh bhoolne jaisa..♥

☼ There are two Ways of spreading light; To be the candle or The mirror that reflects it.
|
|
| 11-11-2005 04:05 PM |
|
 |
Vir
~~Bollyent~~
      
Posts: 2,502
Group: Administrator
Joined: Oct 2005
Status:
Offline
Reputation: 16
|
~*~Humaari Passand~*~
hi rosey(may be its your name)
My name is mahavir and i am from India....
Itna kuch khoya ki hume pana na aaya,
pyar kiya to jatana na aaya,
aa gaye is dil me pehli hi nazar me woh,
kasur humara tha jo hume unke dil me samana na aaya.
Haseeno ne haseen banke gunaaah kiya,
auro ko to theek humko bhi tabaah kiya,
pesh kiya jab ghazaloN mein unki bewafaii ko,
auro ne to theek unhone bhi waah waah kiya
----------------------------------------------------------------------
फ़लक को ज़िद है जहाँ बिजलियाँ गिराने की
हमें भी ज़िद है वहीं आशियाँ बनाने की|
|
|
| 11-11-2005 06:35 PM |
|
 |
Rose
♦▫▫ Ro§eyֻMєћаҝ ▫▫♦
   
Posts: 10,231
Group: BE Associate
Joined: Apr 2005
Status:
Away
Reputation: 16
|
~*~Humaari Passand~*~
Ohh Cool.. My name is Farah..these r my BE's nicks <_<
tfs...N Keep Sharing!
SMILE☺, even if it's a sad smile, because sadder than a sad smile is the sadness
of not knowing how to smile.
♥♥ ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ♥♥

♥♥ ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ♥♥
♥Dost mil jayen ge kayi laikin
Na mile ga koi mere jaisa..
Tum achanak mile the jab pehle
Pal nahin hai woh bhoolne jaisa..♥

☼ There are two Ways of spreading light; To be the candle or The mirror that reflects it.
|
|
| 11-11-2005 06:50 PM |
|
 |
Vir
~~Bollyent~~
      
Posts: 2,502
Group: Administrator
Joined: Oct 2005
Status:
Offline
Reputation: 16
|
~*~Humaari Passand~*~
hi farah, here goes some shayaries..........
apanaa Gam leke kahiin aur na jaayaa jaaye
ghar men bikhrii huii chiizon ko sajaayaa jaaye
ghar se masjid hai bahut duur chalo yuuN kar len
kisii rote hue bachche ko haNsaaya jaaye
aashiyaane kii baat karate ho
dil jalaane kii baat karate ho
saarii duniyaa ke ranj-o-Gam de kar
muskuraane kii baat karate ho
ham ko apanii Khabar nahiin yaaro
tum zamaane kii baat karate ho
Jee raha Hoon kis liye Mai iss gam-e Zindagi ko,
Marke bhi keh na sakoonga Apni kahaani ko !
Arz karne ki tamana to bahut hai,
per Alfaaz nahi hai.
Ye kudrat ke azib karishmein hai,
ke dil mein dard hai, per Juban nahi hai.
----------------------------------------------------------------------
फ़लक को ज़िद है जहाँ बिजलियाँ गिराने की
हमें भी ज़िद है वहीं आशियाँ बनाने की|
|
|
| 11-12-2005 04:16 AM |
|
 |
Rose
♦▫▫ Ro§eyֻMєћаҝ ▫▫♦
   
Posts: 10,231
Group: BE Associate
Joined: Apr 2005
Status:
Away
Reputation: 16
|
|
| 11-12-2005 02:20 PM |
|
 |
Rose
♦▫▫ Ro§eyֻMєћаҝ ▫▫♦
   
Posts: 10,231
Group: BE Associate
Joined: Apr 2005
Status:
Away
Reputation: 16
|
|
| 11-12-2005 02:28 PM |
|
 |
Vir
~~Bollyent~~
      
Posts: 2,502
Group: Administrator
Joined: Oct 2005
Status:
Offline
Reputation: 16
|
~*~Humaari Passand~*~
Why not you can call me that................
Here is a stanza frm a song...loved it..quiet true!!
Yes that's very true.
ajib chij hai ye yaar mera
n kuch kehta hai
n chup rehta hai
nahi ikarar ka hausla usme
inkar bhi kabhi wo karta nahi
uske ahsas muje mere lagte hai
wo sada gair bana rehta hai
----------------------------------------------------------------------
फ़लक को ज़िद है जहाँ बिजलियाँ गिराने की
हमें भी ज़िद है वहीं आशियाँ बनाने की|
|
|
| 11-12-2005 05:12 PM |
|
 |
Rose
♦▫▫ Ro§eyֻMєћаҝ ▫▫♦
   
Posts: 10,231
Group: BE Associate
Joined: Apr 2005
Status:
Away
Reputation: 16
|
|
| 11-12-2005 07:03 PM |
|
 |
Vir
~~Bollyent~~
      
Posts: 2,502
Group: Administrator
Joined: Oct 2005
Status:
Offline
Reputation: 16
|
~*~Humaari Passand~*~
That was mine
here are some others.......
Kaash aapka ghar mere ghar ke paas hota
Bolna na sahi dekna to naseeb hota
Dunya me ek cheej hai to vo pyar hai
Tute hue dil dundho vo bhi hajaar hai
Odaasi ne hume gher liya
Tanhai ke is aalam me
Aaj phir jee karta hai lipatkar
Roe kisi ki bhao me
----------------------------------------------------------------------
फ़लक को ज़िद है जहाँ बिजलियाँ गिराने की
हमें भी ज़िद है वहीं आशियाँ बनाने की|
|
|
| 11-12-2005 08:39 PM |
|
 |
BollyEnt Ka Munna
♥♠♥ιηησ¢єηт кιℓℓєя♥♠♥
    
Posts: 21,277
Group: Forum Care-Taker
Joined: Jan 2005
Status:
Away
Reputation: 16
|
|
| 11-13-2005 03:33 PM |
|
 |
Rose
♦▫▫ Ro§eyֻMєћаҝ ▫▫♦
   
Posts: 10,231
Group: BE Associate
Joined: Apr 2005
Status:
Away
Reputation: 16
|
~*~Humaari Passand~*~
SMILE☺, even if it's a sad smile, because sadder than a sad smile is the sadness
of not knowing how to smile.
♥♥ ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ♥♥

♥♥ ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ♥♥
♥Dost mil jayen ge kayi laikin
Na mile ga koi mere jaisa..
Tum achanak mile the jab pehle
Pal nahin hai woh bhoolne jaisa..♥

☼ There are two Ways of spreading light; To be the candle or The mirror that reflects it.
|
|
| 11-13-2005 06:41 PM |
|
 |
Vir
~~Bollyent~~
      
Posts: 2,502
Group: Administrator
Joined: Oct 2005
Status:
Offline
Reputation: 16
|
~*~Humaari Passand~*~
Thnkx Mehul and farah..........
loneliness is the worst thing, it sucks!!
Fight with it 
Zindagi (Life)
Tufano mein Kashti ko Kinaare bhi milte hai,
Jahan mein Logone ko Sahaare bhi milte hai,
Duniyan mein sabse Pyari hai Zindagi,
kuch log Zindagi se bhi Pyaare milte hai.
LAMHE
"teri zindagi ke lamehe main har pal nikhar aaye,
gulshan bhi ho paresha is kadar bahar aaye....."
cheers
----------------------------------------------------------------------
फ़लक को ज़िद है जहाँ बिजलियाँ गिराने की
हमें भी ज़िद है वहीं आशियाँ बनाने की|
|
|
| 11-13-2005 06:55 PM |
|
 |
Rose
♦▫▫ Ro§eyֻMєћаҝ ▫▫♦
   
Posts: 10,231
Group: BE Associate
Joined: Apr 2005
Status:
Away
Reputation: 16
|
~*~Humaari Passand~*~
SMILE☺, even if it's a sad smile, because sadder than a sad smile is the sadness
of not knowing how to smile.
♥♥ ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ♥♥

♥♥ ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ●●● ♥♥
♥Dost mil jayen ge kayi laikin
Na mile ga koi mere jaisa..
Tum achanak mile the jab pehle
Pal nahin hai woh bhoolne jaisa..♥

☼ There are two Ways of spreading light; To be the candle or The mirror that reflects it.
|
|
| 11-13-2005 07:33 PM |
|
 |
Vir
~~Bollyent~~
      
Posts: 2,502
Group: Administrator
Joined: Oct 2005
Status:
Offline
Reputation: 16
|
~*~Humaari Passand~*~
Thnkx
Here I go.............
Samjha na koi dil ki baat ko,
Dard duniya ne bin soche he de diya....
Seh gaye jo hum agar dard ko chupke se,
To phir hum ko patthar dil keh diya...
---------------------------------------------------------------------------------------------
Teri tasweer meri ankhon main basee kyun hai
Jidhar dekho bus udhar tu hi kyun hai
Teri yadoon say wabasta meri takdeer hai liken
tujhe naa paa ker meri takdeer roothi kyun hai
Mujh ko hai khaber asaan nahin tujhe haasil kerna
phir bhi yeh intizaar yeh bekarari kyun hai
------------------------------------------------------------------------------------------------
Mene Samay ko par lagakar udhte dhekha hai,
Meine bicharte baadlo ko roote dekha hai.....
Mein khud gawah hoon apne zindagi ka
Ki Adhere kamro me aapni majboorioon ko sisakte dekha hai....
Kitne jatanoo se in Aasuo ko bandhaa tha, ki bas ek hawa ke jhoke se, in motiyo ko bhikharte dekha hai.
----------------------------------------------------------------------
फ़लक को ज़िद है जहाँ बिजलियाँ गिराने की
हमें भी ज़िद है वहीं आशियाँ बनाने की|
|
|
| 11-14-2005 05:24 AM |
|
 |
|
|